masnoon duaaen


wazu ke baad ki duaa

allahummaj alni minattawwabena wajalni minal mutatahhreen

*wzu ke baad shahaadat ki ungli aasmaan ki taraf utha ke yeh duaa padhe*

ash hadu alla ilaaha illalahu wahda hu lashrikalahu lahul mulku walahul hamdu wahuwa ala kulli shain qadeer

*masjid men dakhil hone ki duaa*

allahummaf tahli abwaba rahmatik

*masjid se bahr nikalne ki duaa**

allahumma inni asaluka min fazlika

*khana khane ki duaa***

bismillahi waala bar katillah

*khane ke baad ki duaa*

alham dulilla hillazi atamana wasaqana wajalana muslimeen

baitulkhala men jane ki duaa

alla humma inni aauzubika minal khubsi walkhabaais

baitul khala se bahar nikalne ke baad ki duaa

ghufranaka alham dulilla hillazi azhaba annil aza waafaani

sone se pahle ki duaa

alla humma bismika amutu wa ahya

so kar uthne ki duaa

alham dulila hillazi ahyana bada maa amatana wa ilaihinnushur

bivi se milne ke waqt yah duaa padhe

allahumma jannibish shaitaana wa jannib nash shaitaana ma razaqtana


aourat ke fitne se bachne ki duaa

allahumma inni aauzubika min fitnatin nisaa

duaa e qunut

witr ki namaz men tisri rekaat men surah fatiha and zamme surah ke baad kano ki lo tak utha ker naaf ke niche pandh ker padhne ki duaa
*allahumma inna nastaeenuka wanastagh firuka wanuminu bika wanatawakkalu wanusni alaikal khair wanashkuruka wala nakfuruka wanakhlau wa natruku mayyafjuruka allahumma iyyaka naabudu walaka nusalli wansajudu wa ilaika nasaa wanahfidu wanarju rahmata ka wanakhsha azabaka inna azaabaka bil kuffari mul hiq

darood e shareef

*allahumma salli ala mohammadiw wala aali muhammadin kama sallaita ala ibraa heema waalaa aali ibraaheema innaka hameedum majeed alla humma baarik alaa muhammadiw aw alaa aali muhammadin kama barakta ala ibraaheema waalaa aali ibraaheema innaka hami dummajeed

duaa e maasurah

alla humma inni zalamtu nafsi zulman kaseeraw walaa yaghfiruz zunuba illa anta faghfirli maghfiratam min indika wrhamni innaka antal ghafurur raheem

tashahhud

*attahiyyatu lillahi wassalawatu wattayyibaatu wassalaamu alaika ayyuhannabiyu warahmatullahi wabara kaatuhu assalamu alaina waala ibaadilla hissaaliheen ash hadu alla ilaaha illalahu wa ashhadu anna muhammadan abduhu warasuluhu

sana

subhaanakalla humma wa bihamdika watabarakasmuka wataala jadduka wala ilaaha ghairuk

ruku men padhi jane wali duaa

*subhana rabbiyal azeem,kam se kam 3 martaba padhen

barish hoto yah duaa padhen

allahumma sayyi ban nafiaa

jab bijli kadakne lage to yah duaa padhe

yusabbihur raadu bihamdihi walmala ikatu min khifatih

jab barish khub hone lage to yah duaa padhe

allahumma hawalaina wala alaina allahumma alal aakami wal aajami wazzirabi wal awdiyati wa manabitishajari

jaan o maal men khair o barkat ke liye

alla humma salli alaa muhammadin abdika wara sulika wa alal muminina wal muminaat wa alal muslimina wal muslimaat

jab kisi station per utre to

aauzu bikalimaatil laahit taammaati min sharri maa khalaq

dulha dulhan ko mubarak baad dene ke liye

baarakallahu laka wa baraka alaikuma wajamaa bainakuma fi khair

jab mani nikle to yah dua padhe

alla humma la tajal lish shaitani ma razaqtana naseeba

ghar me barkat ke liye

40 din tak surah baqarah padhen
40 din surah waqiah padhen insha allah tangi door hojayegi

jab sar men bahut drd ho

ek kaghaz ka tukda len us per arbi men bismilla ki aayat poora likhen aor sar men topi ke saath yaa kisi bhi cheez ke saath rakh len insha allah
poranah se pooranah drd bhi khtam ho jaayega

Sone Ki Dua

Allahummah Bismika Amutu w Ahya.

So Kar Uthne Ki Dua

Alhamdu lillahil lazi ahyana bad ma amatana w ilaihinnu shoor.

khana khane Ki Dua

Bislillah w ala barkatillah.

Khana khane Ke Baad Ki Dua

Alhamdu lillahlil lazi atamana w saqana w ja alna minal muslimeen.

Wazu Karne Ke Baad Ki Dua

Allahummaj alni minatwwabeen wjalni minal mutathhareen.

Azan Ke Baad Ki Dua

Allahumma rabba hazihid dawatittaamati wassaltil qaayimati, aati muhammadanil wasilata wl fazilata wddrajatarraiata wab as hu maqaaman mahmooda allazi wattahu war zuqna shafaatuhu yaumal qiyamah, innaka la tukhliful meeaad.

Masjid Me Entering Ki Dua

Allahumma iftah li abwaaba rahmatika.

Masjid Se Nikalne Ki Dua

Allahumma Inni asaluka min fazluk.

Toilet Me Jane Ki Dua

Allahumma inni aauzubika minal khubusi wl khabayis.

Toilet Se Nikalne Ki Dua

Gufranaka Alhamdu lilahil lazi azhaba annil aza w aafani.

Dua For Opening Fast

Bi saumi ghadin nawaitu min shhre ramadan.

Dua For Breaking Fast

Allahumma lka sumtu w bika aamantu a alika twakkaltu w ala rizqika aftartu.

Dua After Iftar

Zahabzzamau wbtalltil urooq w sabtal ajru in shaalllah.

Ghar Se Nikalne Ki Dua

Allahumma Inni asaluka khiral maulidi w khairal makhraj, bismillahi walajna w alallahi rabbina tawakkalna. Bismillahi twakkaltu alallah.

Kisi Dosre Ke Ghar Khana Khane Ki Dua

Allahumma Atyim man atamani wasqi man saqani.

Kisi Bhi Musibat Aur Pareshni Ki Dua

La ilaha illa anta subhanaka inni kuntu minaz zaalimeen.

Nazar Lagne Ki Dua

W inyyakadul lazeena kafaru luzliqunaka bi absarihim lamma samiuzzikra w yaquloona innau lamajnoon w ma hua illa zikrulliaalmeen.

Bura Khuaab Dekhne Ke Baad Ki Dua

Dahne kandhe par: “LA HAULA WLA QUWWATA ILLA BILLAHIL ALIYYIL AZEEM” parh kar phunke, isi tarah bayen kandhe par bhi, aur karwat badal kar so jaye, in shaallah bura khuaab nahi aaye ga.

Aayina Dekhne Ki Dua

Allahumma Hassanta khalqi fhassin khuluqi.

Barish Ki Dua

Allahumma sayyiban nafiyah.

Chhink Aane Aur Us Ke Jawab Ki Dua

Alhamdulillah.

Sunne wala:

yrhamukallah padhe, phir chhinkne wala: yhdikullah. Padhe.

Jab Wife Ke Sath Raat Me Soye

Allahumma jannibna shitaan, w jannib ma rzaqtana.

Milk Ya Dudh Pine Ki Dua

Allahumma Barik lna fihi w zidna minhu.

New Dress Pahenne Ki Dua

Allahumma anta kasautani hazas sauba flkal hamdu, asaluka min khirihi w khairi ma sunia lahu, w aauzubika min sharrihi w sharri ma sunia lhu

Safar Ki Dua

Subhanl lazi sakhkhra lana haza w ma kunna lahu muqrineen, w inna ila rabbina lamunqaliboon

Jab Gussa aaye

Aauzu billahi minashshitaanir rajeem.

Jab Koyi Gunaah Ho Jaye

2 rakat namaz padh kar hath utha kar: “ALLA HUMMA IGFIRLI” baar baar padhe, allah tala zarur maaf kar denge.

Jab Suhabh Ho jaye To Ya Dua padhe

Allahumma bika Asbahna, w bika amsaina, w bika nahya, w bika namutu, w ilikannushoor.

Jab Sham Ho Jaye To Yah Dua Padhe

Allahumma bika amsaina, w bika asbahna, w bika nahya, w bika namutu, w ilikannushoor.

Tasbeeh e Fatmi

Huzoor (S A W) ne apni beti Hazrah Fatima ko yah tasbeeh sikhai thi jab unhon ne yah shikayet ki thi ki mai akele kaam kar ke thak jati hun mujhe koyi nokar de dijiye taki mere liye kaam me aasani ho to aap ne farmaya: “mai tum ko aisi cheez batata hun jo tumhare liye nokar se bhi zada achchi hai, jab tum sone lago to 33 baar SUBHANALLAH, 34 baar ALHAMDULILLAH, aur 33 baar ALLAHU AKBAR padh kar soao”.

Aulad Ke Liye Dua In Quran

Agar kisi ke paas aulad na ho to us ko mayooos nahi hona chahiye, Quran
Pak me us ke liye bahut sari duaayen hain jin ko hum is article me
aap se share karen ge, aur aulad ke liye dosre wazife bhi batayen ge.
Aulad Ke Liye Best Dua
{رَبِّ هَبْ لِي مِنْ لَدُنْكَ ذُرِّيَّةً طَيِّبَةً إِنَّكَ سَمِيعُ الدُّعَاءِ } [آل عمران: 38]
RABBI HAB LI MIL LADUNKA ZURRIYATAN TAYYIBATAN, INNAKA SAMIUDDUA.


Is Dua Ki Details Aur Us Ke fayde

Dear friends! yah bahut hi important dua hai, yah dua allah ke nabi Hazrat Zakaria (A S)
ki hai, wah old age ko pahonch gaye the un ko koyi aulad nahi huyi thi, wah bahut
chahte the ki mere bhi koyi aulad ho jaye, lekin old age hone ki wajah se wah mayuoos ho gaye the.
Ek bar ka kissah hai ki Hazrat Zakaria (A S) ne Hazrat Maryam (A S) ko dekha ki
unke paas bina mausam ke phal aur fruits har waqt available rahte hain, jin
ko wah maze se khati hain, Hazrat Zakaria (A S) ko bada Taajjub hua, ek baar
unhon ne Hazrat maryam se poochh lia: Maryam! yah fruits jo tumhare paas
rakhke huye hain kahan se aate hain? aaj kal to inka mausam bhi nahi hai?
Hazrat Maryam ne jawab dia: yah sab allah ki taraf se hai, mera dil jo bhi
khane ko karta hai mai allah tala se maang leti hun aur wah mujhe de dete
hain, allah tala ke phal ko kisi mausam ki zarurat nahi, wah jis ko jo
chahe jab chahe de sakta hai, wah har cheez par qadir hai.

Hazrat Maryam

ke is jawab se Hazrat Zakaria ke dil me phir se aulad ki ummid jagi,
unhon ne apne dil me socha ki jo allah begair mausam ke phal khila sakta hai
wah mujhe old age hone ke bawajood aulad ki dulat se malamal kar sakta hai,
phir unhon ne wahi dua ki jis ko hum ne uper likha hai.
Allah tala ne hazrat Zakaria ki dua sun kar un ko ek nek beta dia jin ka naam
Hazrat Yahya (A S) hai, jo baad me Nabi bhi huye. yah pura kissa Quran Pak
ki Sure Aale Imran ki Aayet no: 37 to 40 me maujood hai.

Is Dua Ko kaise Padhen?

Dear friends! ab to aap ko maloom ho gaya hoga ki yah dua kitni important hai,
is liye mayoosi ko aap apne dil se nikaal den aur hamare bataye huye tarike
ko follow karen in shaallah aap ke yahan aulad zarur paida hogi:
(1) Husband and wife Namaz ko Pabandi se padhen.
(2) Har Farz Namaz ke baad aur khaas taur par Fajar aur Asar ki Namaz ke baad is aayet ko 40, 40 baar padhen.
(3) Monthly period ke fauran baad naha dho kar husband and wife intercourse karen.
in sab cheezon ko follow karen in shaallah aulad zarur paida ho gi.

Musibat Aur Preshani Ke Liye Ek Aur Dua

{رَبَّنَا لَا تُؤَاخِذْنَا إِنْ نَسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا رَبَّنَا وَلَا تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِنْ قَبْلِنَا رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِهِ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا وَارْحَمْنَا أَنْتَ مَوْلَانَا فَانْصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ} [البقرة: 286]

Yah dua bahut important Dua hai, is ko bhi preshani me Har Namaz ke baad 7 baar

padhni chahiye, agar kisi bande Arabic nahi janta koyi baat nahi hum is ko
english word me likh de rahe hain:
This dua in English words: RABBANA LA TUAKHIZNA IN NASINA AU AKHTANA,
RABBANA WLA TAHMIL ALAINA ISRAN KAMA HAMALTAHU ALALL LAZEENA MIN
QABLINA, RABBANA W LA HUHAMMILNA MALA TAQATA LANA BIHI, WAFU ANNA.
WAGHFIR LANA. WARHAMNA, ANTA MAULANA, FANSURNA ALAL QAUMIL KAFIREEN [Sure Baqarah: 286]

0 comments :

Post a Comment

Cancel Reply