kalimah e imaan
pahila kalma
Pehla Kalma Tayyab “LA ILAHA ILLALLAHU MUHAMMADUR RASULULLAH”.
pahila Kalma Translation In Urdu Allah ke elawah koyi ibadat ke layeq nahi, aur Mohammad (S A W) allah ke rasool hain.

doosra Kalma Shahadat
“ASHHADU ALLAYILAHA ILLALLAHU, W ASHADU ANNA MUHAMMADAN ABDUHU W RASULUHU”.
Dosra Kalma Translation In English Mai gawahi deta hun ki allah ke siwa koyi mabood nahi, aur gawahi deta hun ki Mohamad (S A W) allah ke bande aur us ke rasool hain.

teesra Kalma Tamjeed
“SUBHANALLAHI, WALHAMDU LILLAHI, W LAYILAHA ILLALLAHU, WALLAHU AKBAR, WLA HAULA WAL QUWWATA, ILLAH BILLAHIL ALIYYIL AZAEEM”.
Translation: Allah ki zaat pak hai, aur sab tarifen allah ke liye hain, aur allah ke siwa koyi mabood nahi, aur allah sab se bada hai, aur allah ke begair koyi koshish aur taqat kuchh bhi kaam nahi aati.

chaharrum Kalma Tauheed
“LA ILAHA ILLALLAHU WAHDAHU, LA SHARIKA LAHU, LAHUL MULKU, WLAHUL HAMDU, UHYI W UMEETU, WAHUA HAYYUL LA YAMOOTU, ABADAN ADABAN, ZUL JALALI WAL IKRAAM BIYADIHIL KHAIRU, WAHUA ALA KULLI SHAIYIN QADEER”.
Translation: Allah ke elawa koyi mabood nahi, wah akela hai, us ka koyi shareek nahi, usi ke liye badshahat hai, usi ke liye sab tarifen hain, wahi marta hai, wahi jilata hai, wah zinada hai, kabhi mar nahi sakta, hamesha hamesh, wah badayi aur buzurgi wala hai, usi ke hath me sari bhalayi hai, wah har cheez par qadir hai.

panjum Kalma Istigfaar
“ASTAGFIRULLAHA RABBI MIN KULLI ZAMBIN AZNABTUHU, AMADAN AU KHATAAN, SIRRAN AU ALANIYYATAN, W ATUBU ILAIHI NIMAZZAMBIL LAZI AALAMU, W MIZZAMBIL LAZI LA AALAMU, INNAKA ANTA ALLAMUL GHUYUOOBI WSATTARUL UYUOOBI W GAHAFFARUZZUNOOBI, WALA HAULA WALA QUWWATA ILLAH BILLAHIL ALIYYIL AZEEM”.
Translation: Mai allah tala se apne sare gunaahon se mafi maangta hun: chahe wah gunaah mai ne jaan boojh kar kia ho, ya galti se, chhup kar kia ho ya sab ke samne kia ho, main un gunaahon se maafi mangta hun jik ko mai janta hun, aur un gunaahon se bhi jin ko mai nahi janta, beshak allah tala gaib ki baton ko jaan ne wala hai, aur aibon aur burayiuon ko chhupane wala hai, aur gunaahon ko maaf karne wala hai, aur allah tala ke begair koyi taqat aur koshish kaam nahi karti.

shashum Kalma Radd e Kufr
“ALLAHUMMA INNI AAUZU BIKA MIN AN USHRIKA BIKA SHIAN, W ANA AALAMU BIHI, W ASTAGFIRUKA LIMA LAA AALAMU BHI, TUBTU ANHU W TABARRATU MINAL KUFRI, WASHSHIRKI, WLA KIZBI, WAL GHEEBATI, WAL BIDATI, WANNAMIMATI, WAL FAWAHISHI, WALBUHTAAN, WAL MAASI KULLIHA, ASLAMTU W AAMANTU, W AQOOLU: LA ILAHA ILLALLAHU, MUHAMMADUR RARULULLAH”.
Translation: Ai allah mai teri panaah chahta hun is baat se ki jaan boojh kar tere sath kisi ko shareek karun, (yani tere sath aur kisi ko mabood manu) aur mai tujh se maafi maangta hun un gunaahon se jin ko mai nahi jaanta, mai un se toba katra hun, aur mai Kufr, aur Shirk se, Jhoot aur geebat se, aur bidaat, chugul khori aur buhtan se, behayi se, aur tamam gunaahon se mai baraat zahir karta hun, mai msalman ho gaya, mai monin ho gaya, aur mai khahta hun: allah ke siwa koyi mabood nahi, aur Mohammad (S A W) allah ke rasool hain.

Imaan Mufassal
AAMANTU BILLAHI W MALAYIKATIHI, W KUTUBIHI, W RUSULIHI, WAL YAUMIL AAKHIRI, WAL QADRI KHAIRIHI W SHARRIHI, MINALLAHI TAALA WAL BAASI BAADAL MAUT.
Translation: Mai imaan laya allah par, us ke sare farishton par, aur qayamat ke din par, aur is baat par ki achchhi aur buri taqdeer allah ki taraf se hoti hai, aur marne ke baad dobara zinda hone par.

Imaan Mujmal
AAMANTU BILLAHI KAMA HUA BIASMAYIHI, W SIFATIHI W QABILTU JAMEEA AHKAMIHI. Translation: Mai Imaan laya allah par us ke tamam naamon aur sifaton ke sath, aur mai ne us ke tamam hukmon ko qabool kia.

0 comments :
Contact
statistics
Google Plus
Facebook
Twitter
Post a Comment