islami ahkam o masayil
kalimah namaz rozah zakaat haj
HAJJ O UMRAH
HAJJ O UMRAH
haj ki 3 kisme hain
(1) tamattu
(1) tamattu
(2) qiraan
(3) ifraad
hajje tamattu yaani hajj ke mahine me hi umra ka ehraam bandhna & umrah se faraghat ke baad aathvi zilhijja ko makkah mukarramah ya uske qareeb se hi hajj ka ehraam bandhna
hajje qiraan yani hajj ke mahine me hajj & umrah dono ka ehram ak saath bandhna aisi halat me haaji qurbani ke din hi hajj & umrah donon se halal hona
dusri surat ye hai ke hajj ke mahino me pehle to umrah ki niyat kare phir tawaf karne se pehle hajj ki bhi niyat karlena
hajje ifrad
hajj ke mahine me sirf hajj ki niyat karna miqat se yaa apne hi ghar se agar wo miqat ke hudud ke andar ho ya makkah mukarramah se agar wahan muqeem ho to agar uske pass qurbani ka janwar ho to daswi tareekh tak haalate ehraam me baaqi rahega & agar qurbani ka janwar nahi hai to haj ki niyat ko umrah me badal dena jayiz hoga taake uska hajj e ifrad se tamattu hojaye aisi surat me twaf & saye ke baad baal katwa kar halal ho jayega
umrah ka tareeqa
meeqt per pahunchne ke baad safai hasil karna ghusul karna & badan me khushbu lagana masnun hai na ke ehram ke kapdon me
phir ehram ke kade lunghi & chadar pehan lena
dono kapde sufaid hun to behtar hai
auraten koi bhi kapda pahen sakti hai
magar shart ye hai ke be pardagi & izhar e zinat na ho & nahi mardo ya kafir auraton ke mushaabihat ho
phir umarh ke ehram ki niyat kare
labbaika umarah
labbaika allahumma labbaik
labbaika lasharika laka labbaik
innal hamda wanniamata laka walmulka laashareekalak
mard ki aawaz baland ho aurat aawaaz aahista ho
zikro astaghfar karte rahe
0 comments :
Contact
statistics
Google Plus
Facebook
Twitter
Post a Comment